Friday 25 July 2014

Bazm-e-Khyaal



Maikhaane mein doobe sama ko dekha (I saw the place filled with intoxication) Alam girhe mein qaid bahar ka (The atmosphere of spring captured in the house) Hoon lazzat-e-jaam se nahi mehroom (Im not devoid of the taste of wine) Talabgaar hoon tere ishq ke khumaar ka (I am filled with the desire of your love's intoxication) Hoon tere daaman mein chipe kaantein ki tarah (Im like the thorn hidden in your dress) Boondon mein tere naksh ki tarah (Like your image in the drops) Kabhi uqde mein uljhe gohar ko dekh (Sometimes look at the pearl entangled in the knots) Khizaa mein chupe sawan ki tarah (Like the wind hidden in dry autumns) Shaffa nahi koi bazm-e- khayal ka (There no cure for the assembly of thoughts) Utri hai ek kiran arzoo ki (A ray of desire has descended upon me) Tamsaldaar hai tu us khuda ke noor ka (You're the relfection of the beauty of God) Farishte aur sabaa ki masoom guftagu si (Like the innocent talks of the angels and the breeze) Quatre quatre ki vadiyat se jalta yeh dil (By a desposit of every drop burns this heart) Vasl ki chah mein pighta yeh dil (In the hope of union melts this heart) Takalluf mein na dhale mere shabd toh kya (What if my words aren't decked up in grandiose) Teri ek nigah se sulaghta yeh dil (One vision of yours,ignites this heart)

No comments:

Post a Comment